Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ta`ruf Kitaabon Ka....

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Ta`ruf Kitaabon Ka....

    Continued.........
    Attached Files
    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

  • #2
    Re: Ta`ruf Kitaabon Ka....

    wah kia bat hai
    v nice siso

    Comment

    • #3
      Re: Ta`ruf Kitaabon Ka....

      2..........
      Attached Files
      شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

      Comment

      • #4
        Re: Ta`ruf Kitaabon Ka....

        good.
        u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

        :pr:

        Comment

        • #5
          Re: Ta`ruf Kitaabon Ka....

          3
          Attached Files
          شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

          Comment

          • #6
            Re: Ta`ruf Kitaabon Ka....

            .........4
            Attached Files
            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

            Comment

            • #7
              Re: Ta`ruf Kitaabon Ka....

              Bohat khoobsurat Saraah - yani aap khoobsurat nahin balkeh yeh andaaz aur silsila :khi:

              Kitab hamesha meri zindagi ka hissah rahi hai...

              Kuchh roz pehley main apney barrey bhaii key haan tha, unhon ney aik kitab Pakistan sey mangwaii thi. Us kitab ki total asha'at 1000 key qareeb thi, aur ham dono yeh soch rahey they keh is kitaab ki asha'at mein kitna kharcha aaya ho ga, aur isko likhney mein kitni mehnat hui ho gi, magar kya Pakistan mein kitabein parhney ka riwaaj abhi tak hai? Kya 1000 kitaab agar sari ki sari bik gaii hain to kya isney woh kharcha poora kiya ho ga jo iski asha'at per aaya ho ga?? Kya Pakistan mein parhney ka shoq hai logon mein???? In general.
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment

              • #8
                Re: Ta`ruf Kitaabon Ka....

                thank you sarah!! :rose
                kuch books mey ney apni book list mey shamil ker di hein :d
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment

                • #9
                  Re: Ta`ruf Kitaabon Ka....

                  Originally posted by Xenja View Post
                  thank you sarah!! :rose
                  kuch books mey ney apni book list mey shamil ker di hein :d
                  thats good......
                  شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                  Comment

                  • #10
                    Re: Ta`ruf Kitaabon Ka....

                    Originally posted by Masood View Post
                    Bohat khoobsurat Saraah - yani aap khoobsurat nahin balkeh yeh andaaz aur silsila :khi:

                    Kitab hamesha meri zindagi ka hissah rahi hai...

                    Kuchh roz pehley main apney barrey bhaii key haan tha, unhon ney aik kitab Pakistan sey mangwaii thi. Us kitab ki total asha'at 1000 key qareeb thi, aur ham dono yeh soch rahey they keh is kitaab ki asha'at mein kitna kharcha aaya ho ga, aur isko likhney mein kitni mehnat hui ho gi, magar kya Pakistan mein kitabein parhney ka riwaaj abhi tak hai? Kya 1000 kitaab agar sari ki sari bik gaii hain to kya isney woh kharcha poora kiya ho ga jo iski asha'at per aaya ho ga?? Kya Pakistan mein parhney ka shoq hai logon mein???? In general.
                    sir ji aap saraah ko b khoobsurat tasleem kr lain tou behtar hai.......:D:
                    idhar abi trend tou baqi hai.....magar kam parrta ja raha hai....jo kitab beeni k khwaahish mund hain unn k liye books mehangi hain.....jinhon ne khreed k almariyon me sajani hain...unn ko parrnay ka shoq nae.....
                    aur karrorron ki aabadi me 1000 books kya ma`ani rakhti hain......its terrible...:donno:
                    شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                    Comment

                    • #11
                      Re: Ta`ruf Kitaabon Ka....

                      Originally posted by saraah View Post

                      :khi:zara apney schools mein parhaii janey wali kutb ki ta'dad ishaat dekhein :p - lagta hai keh schoolon mein bachey nahin rahey aur aabadi bharti jaa rahi hai :D

                      parho gey likhey to ho gey kharab
                      khailo gey koodo gey to bano gey nawab 372-haha
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment

                      • #12
                        Re: Ta`ruf Kitaabon Ka....

                        Originally posted by Masood View Post
                        :khi:zara apney schools mein parhaii janey wali kutb ki ta'dad ishaat dekhein :p - lagta hai keh schoolon mein bachey nahin rahey aur aabadi bharti jaa rahi hai :D
                        yeh kya baat hui...........me samjhi nae........:embarasse
                        aap meri baat ki taeed kr rahay hai k tardeed...........
                        شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                        Comment

                        • #13
                          Re: Ta`ruf Kitaabon Ka....

                          Originally posted by saraah View Post
                          yeh kya baat hui...........me samjhi nae........:embarasse
                          aap meri baat ki taeed kr rahay hai k tardeed...........
                          Uff larki yeh kah raha hoon keh hamarey haan kitabein chand aik hazar logon key liyey hi chhapi jati hain, aur un mein bhi aksar wapis aa jati hain. Kitab aik aisa saath hai jo ta'umer saath rehta hai. Main jab bhi Pakistan jata hoon to kitabein ley ker aata hoon, aik baar airport per mujhey aik officer kehna laga: yaar log to CDs DVDs ley ker jatey hain aur aap kitabein 372-haha:embarasse
                          tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                          tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                          Comment

                          • #14
                            Re: Ta`ruf Kitaabon Ka....

                            Originally posted by Masood View Post
                            Uff larki yeh kah raha hoon keh hamarey haan kitabein chand aik hazar logon key liyey hi chhapi jati hain, aur un mein bhi aksar wapis aa jati hain. Kitab aik aisa saath hai jo ta'umer saath rehta hai. Main jab bhi Pakistan jata hoon to kitabein ley ker aata hoon, aik baar airport per mujhey aik officer kehna laga: yaar log to CDs DVDs ley ker jatey hain aur aap kitabein 372-haha:embarasse
                            le dass........
                            seedhi trah kehna thaa na aap ne meri baat ki tayeed ki hai.........372-haha
                            achaa aap kesi books parrtay hain.........:lpop:
                            شاہ حسین جیہناں سچ پچھاتا' کامل عِشق تیہناں دا جاتا

                            Comment

                            • #15
                              Re: Ta`ruf Kitaabon Ka....

                              Originally posted by saraah View Post
                              le dass........
                              seedhi trah kehna thaa na aap ne meri baat ki tayeed ki hai.........372-haha
                              achaa aap kesi books parrtay hain.........:lpop:
                              oho main bhul geya tha aunty - aap ki hi tayeed ki thi

                              Merey mutailey mein har zoq ki kitab rahi hai, Hadith sey ley ker poetry tak - haan main novell nahin parhta, khaas ker woh jo Zubaida Khatoon jaisi musanifein likhti hai 372-haha - albeta Ashfaq Ahmed, Unki ahliya inkey novell parhey hain. Gandasa merey paas hai (Sultan Rahi wala nahi, Ahmed Nadees Qasmi ka 372-haha). Iskey elawa tanz jo Dr. Yunus Butt waghera ki hai. Khalil Jibran. Naseem Hijaazi key novell, jo aik munfarik tarz key novell hain, woh. Unka novell Muhammad Bin Qasim mein ney aik hi nashist mein beth kar parha :D...aur iskey elawa shairi ki... har achhi kitab jo merey zer-e-mutaila sey guzri ho, woh merey paas mehfooz ho jati hai :)
                              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                              Comment

                              Working...
                              X